Singer: Arijit Singh, Antara Mitra
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Video Features: Shah Rukh Khan & Kajol
© 2015 Sony Music India
Janam Janam Lyrics
Janam janam janam
Sath chalna yunhi
Kasam tumhe kasam
Aake milna yaheen
Ek jaan hain bhale
Do badan hon judaa
Meri hoke hamesa hi rehna
Kabhi na kehna alvida
Meri subah ho tumhi
Aur tumhi sham ho
Tum dard ho aur tumhi aaram ho
Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
Meri hoke hamesha rehna
Kabhi na kehna alvida
Aa ha... o..
Meri hoke hamesha rehna
Kabhi na kehna alvida...
Teri baahon mein hain mere dono jahaan
Tu rahe jidhar meri jannat wahi
Jal rahi agar hai jo ye do tarfa
Na bujhe kabhi meri mannat yahi
Tu meri aarzu
Main teri aashiqui
Tu meri shayari
Main teri mosiqui
Talab talab talab
Bas teri hai mujhe
Nashon mein tu nasha
Banke ghulna yunhi
Meri mohabbat karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida
Meri subah ho tumhi
Aur tumhi shaam ho
Tum dard ho tum hi aaraam ho
Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida
Aa... alvida..
O... na na..